maine chhaani ishq ki gali bas teri aahatein mili maine chaaha chaahun na tujhe par meri ek na chali
ishq mein nigaahon ko milti hai baarishein phir bhi kyun kar raha dil teri khwahishein
dil meri na sune dil ki main na sunun dil meri na sunne dil ka main kya karun

wo o, wo o, wo o, wo o
laaya kahaan mujhko ye moh tera raatein na ab meri, na mera savera jaan lega meri ye ishq mera ishq mein nigaahon ko milti hain baarishein phir bhi kyun kar raha dil teri khwahishein
dil meri na sune dil ki main na sunun dil meri na sunne dil ka main kya karun
dil meri na sune dil ki main na sunun dil meri na sunne dil ka main kya karun
dil toh hai dil ka kya gustakh hai ye darta nahi paagal bebaak hai ye hai raqeeb khud ka hi ittefaz hai ye
ishq mein nigaahon ko milti hain baarishein phir bhi kyun kar raha dil teri khwahishein