Jaane Jaa (feat. Asees Kaur)
      
   Oh mere humsafar pyaar ki raah par
 
 Sath chale hum magar kya khabar
 
 Oh mere humsafar pyaar ki raah par
 
 Sath chale hum magar kya khabar
 
  
  Raste mein kahin
 
 Reh gaye hamnasheen
 
 Tum kahan main yahan
 
 Tum kahan main yahan
  
 
 Ho o jaane jaa dhoondta fir raha
 
 Hoon tumhe raat din main yahan se wahan
  
 
 Jaane jaa dhoondta fir raha
 
 Hoon tumhe raat din main yahan se wahan
  
 
 Dil machalne laga yun hi dhalne laga
 
 Rang bhara pyaar ka yeh sama
 
 Hath aise mein bas chhodkar chal diye
  
 
 Tum kahan main yahan
 
 Tum kahan main yahan
  
 
 Oh jaane jaa dhoondti fir rahi hoon
 
 Tumhe raat din main yahan se wahan