- cifra   
  
  Jab Koi Baat (feat. Shirley Setia)
      
   jab koi baat bigad jaaye
 
 jab koi mushkil pad jaaye
 
 tum dena saath mera o humnava
 
  
  jab koi baat bigad jaaye
 
 jab koi mushkil pad jaaye
 
 tum dena saath mera o humnava
  
 
 ho chaandni jab tak raat
 
 deta hai har koi saath
 
 tum magar andheron mein
 
 na chhodna mera haath
 
 (na chhodna mera haath)
  
 
 ho chaandni jab tak raat
 
 deta hai har koi saath
 
 tum magar andheron mein
 
 na chhodna mera haath
  
 
 na koi hai, na koi tha
 
 zindagi mein tumhare siva
 
 tum dena saath mera o humnava
  
 
 hooo