1. 1

    A.R. Rahman - Chaiyya Chaiyya

  2. 2

    A.R. Rahman - Aaj Ki Raat

  3. 3

    A.R. Rahman - Jai Ho! (You Are My Destiny) (feat. The Pussycat Dolls)

  4. 4

    A.R. Rahman - Anbil Avan

  5. 5

    A.R. Rahman - Aye Sinamika

  6. 6

    A.R. Rahman - Chinnamma Chilakkamma

  7. 7

    A.R. Rahman - Dil Bechara

  8. 8

    A.R. Rahman - Kannukkul Kannai

  9. 9

    A.R. Rahman - Maa Tujhe Salaam

  10. 10

    A.R. Rahman - Maduraikku Pogathadee

  11. 11

    A.R. Rahman - Mann Mohanaa (feat. Bela Shende)

  12. 12

    A.R. Rahman - Musafir

  13. 13

    A.R. Rahman - O... Saya

  14. 14

    A.R. Rahman - Only You

  15. 15

    A.R. Rahman - Pray For Me Brother

  16. 16

    A.R. Rahman - Ringa Ringa

  17. 17

    A.R. Rahman - Sajna

  18. 18

    A.R. Rahman - Tere Bina (feat. Murtuza Khan, Quadir Khan, Chinmayi)

  19. 19

    A.R. Rahman - Thai Mannai Vanakkam (Tamil)

  20. 20

    A.R. Rahman - Tu Koi Aur Hai

  21. 21

    A.R. Rahman - Urvasi Urvasi

  22. 22

    A.R. Rahman - Vellai Pookkal

  23. 23

    A.R. Rahman - Warriors in Peace [Hindi Version]

  24. 24

    A.R. Rahman - Yuhi Chala Chal

  25. 25

    A.R. Rahman - Aahista Aahista

  26. 26

    A.R. Rahman - Alaipayuthey

  27. 27

    A.R. Rahman - Dekho Na

  28. 28

    A.R. Rahman - Dreams On Fire

  29. 29

    A.R. Rahman - Evano Oruvan

  30. 30

    A.R. Rahman - Gangsta Blues

  31. 31

    A.R. Rahman - Ginga (part. Anna Beatriz)

  32. 32

    A.R. Rahman - Gurus Of Peace

  33. 33

    A.R. Rahman - Hosanna

  34. 34

    A.R. Rahman - In Lamhon Ke Daaman Mein

  35. 35

    A.R. Rahman - Kadhal Sadugudu

  36. 36

    A.R. Rahman - Main Tumhara

  37. 37

    A.R. Rahman - Mannipaaya

  38. 38

    A.R. Rahman - Million Dollar Dream

  39. 39

    A.R. Rahman - Nimma Nimma (feat. Jaspreet Jasz)

  40. 40

    A.R. Rahman - O... Saya

  41. 41

    A.R. Rahman - Pachai Nirame

  42. 42

    A.R. Rahman - Paper Planes

  43. 43

    A.R. Rahman - Rai Rai Raa Raa Song

  44. 44

    A.R. Rahman - Rubi

  45. 45

    A.R. Rahman - Saanwariya Saanwariya

  46. 46

    A.R. Rahman - September Madham

  47. 47

    A.R. Rahman - Sona Tere Liye

  48. 48

    A.R. Rahman - Tauba Tauba

  49. 49

    A.R. Rahman - Vinnaithandi Varuvaya

  50. 50

    A.R. Rahman - Yaro Yarodi

  51. 51

    A.R. Rahman - Yeh Jo Des Hai Tera

  52. 52

    A.R. Rahman - Yeh Taara Woh Taara

Yeh Taara Woh Taara

A.R. Rahman

Udit:
Hey hey…hey hey hey…eh hey…eh hey
Oh ho ho ho ho ho ho… ho ho…ho ho ho…
Ye taara woh taara har taara -2
Dekho jisse bhi lage pyaara
Ye taara woh taara har taara
(Ye sab saath mein jo hai raat mein
Toh jagmagaaya aasmaan saara) -2
Jagmag taare, do taare, lo taare sau taare
Jagmag saare, har taara hai sharaara

Udit:
Un mein dekhi hai dhanak toh, bolo rang kitne hain
Saath rang kehne ko, phir bhi sang kitne hain
Samjho sabse pehele toh, rang hote akele toh
Indranush banta hi nahin
Ek na ham ho paaye toh, anyaay se ladne ko
Hogi koyi janta hi nahin
Phir na kehna nirbal hai kyun haara hmm…aara taara
Ye taara woh taara har taara -3
Dekho jisse bhi lage pyaara
Ye sab saath mein jo hai raat mein
Toh jagmagaaya aasmaan saara
Jagmag taare, do taare, lo taare sau taare
Jagmag saare, har taara hai sharaara

Udit:
Boond boond milne se, banta ek dariya hai
Boond boond saagar hai, warna ye saagar kya hai
Samjho is paheli ko, boond ho akeli toh
Ek boond jaise kuchh bhi nahin
Ham auron ko chhode toh, munh sabse hi mude toh
Tanha rehna jaaye dekho ham kahin
Kyun na bane milke ham dhaara hmm..aara taara

Vignesh:
Ye taara woh taara har taara -3
Dekho jisse bhi lage pyaara
Ye taara woh taara har taara
Ye sab saath mein jo hai raat mein
Toh jagmagaaya aasmaan saara

Both:
Jagmag taare, do taare, lo taare sau taare
Jagmag saare, har taara hai sharaara

Udit:
Hey hey…hey hey hey…eh hey…eh hey
Oh ho ho ho ho ho oho… ho ho…ho ho ho…

Udit:
Jo kisaan hal sambhaale, dharti sona hi ugaaye
Jo gowaala gaiya paale, dudh ki nadi bahaaye
Jo lohaar loha dhhaale, har auzaar dhhal jaaye
Mitti jo kumbhaar uthhaale, mitti pyaala ban jaaye
Sab ye roop hai mehnat ke, kuchh karne ki chaahat ke
Kissi ka kissi se koyi bair nahin
Sab ke ek hi sapne hain, socho toh sab apne hain
Koyi bhi kissi se yahaan ghair nahin
Seedhi baat hai samjho yaara…hmm…aara taara

Baby Pooja:
Ye taara woh taara har taara -2

Vignesh:
Dekho jisse bhi lage pyaara
Ye taara woh taara har taara

Udit:
Ye sab saath mein jo hai raat mein
Toh jagmagaaya aasmaan saara

Baby Pooja:
Jagmag taare, do taare, lo taare sau taare
Jagmag saare, har taara hai sharaara

Udit & Kids:
Ye taara woh taara har taara -3

Kids:
Ye taara woh taara har taara

Udit:
(Dekho jisse bhi lage pyaara)

Playlists relacionadas Ver mais playlists

Momentos

O melhor de 3 artistas combinados