Woh aa kay baithey thay pal bhar kay raat jati hai Woh aa kay baithey thay pal bhar kay raat jati hai Ye ziyadati hai sarasar kay raat jati hai
Woh aa kay baithey thay pal bhar kay raat jati hai
Abhi to khul kay koyee baat bhi naa ho payi Abhi to khul kay koyee baat bhi naa ho payi Hai unn kay lab pay barabar kay raat jati hai Hai unn kay lab pay barabar kay raat jati hai
Woh aaj shab merey mehmaan huey hain aaj koyee
Woh aaj shab merey mehmaan huey hain aaj koyee Ye raat rok dey barh kar kay raat jati hai Ye raat rok dey barh kar kay raat jati hai
Usey bhi itni pilado kay raat jaa na sakey Usey bhi itni pilado kay raat jaa na sakey Hamari bazam sey uth kar kay raat jati hai Hamari bazam sey uth kar kay raat jati hai
Ye ziyadati hai sarasar kay raat jati hai
Woh aa kay baithey thay pal bhar kay raat jati hai