Har Taraf Tera Jalwa

Daler Mehndi

Har taraf tera jalwa -8
Yeh hawa mehki mehki hai
Yeh saba tere jaisi hai
Yeh fiza sun kya kehti hai
Tu mere dil mein rehti hai
Har taraf tera jalwa -4

(Duniya to pagal hai
Duniya se kaun dare
Tu chaand si gori hai
To kyun na pyaar kare
Apna fikar se kise duniya ka dar kise
Sapnon ki rani zara sun sun sun sun sun) -2
Har taraf tera jalwa -4
Yeh hawa mehki mehki hai
Yeh saba tere jaisi hai
Yeh fiza sun kya kehti hai
Tu mere dil mein rehti hai
Har taraf tera jalwa -4

(Tujhe ishq sikha denge
Tera chain chura lenge
Tere roop ke aashiq hain
Yeh sabko bataa denge
Pyaar to karna hai had se gurzarna hai
Meri yeh kahani zara sun sun sun sun sun) -2
Har taraf tera jalwa -4
(Yeh hawa mehki mehki hai
Yeh saba tere jaisi hai
Yeh fiza sun kya kehti hai
Tu mere dil mein rehti hai
Har taraf tera jalwa -4) -2
Yeh hey hey hey, hoo hoo hoo -8

Playlists relacionadas Ver mais playlists

Momentos

O melhor de 3 artistas combinados